Irshaad...
farmati hoon ..
Kuch aapne liyee kuch aap ke likh jaati hoon..
Kabhi Panno par.. kab ratooon par.. kabhi apne dil par hi likh jaati hoon..
Kuch kisso kuch kahaniyoon ki daastan mein sunati hoon..
Kuch apne liye.. kuch aap ke liye likh jati hoon ..
Seekh jo mili mujhe.. usse apne aap ko humesh naya sa paati hoon..!!
Har baar thokar khakar.. phir aage badh jaati hoon..
Wo suraj jo har roz ugg kar dhal jata hai..
Chanda mama apni sheetal chaoon mein hume sulata hai..
Yea Hawa.. jo chukar mand mand muskati hai..
koi chahe naa chahe phir bhi geet sunati hai..
Yea ussol hai zindgii ka..
Hum rahein naa rahein dost...
yea zindgii yunhi chalti jaati hai.. apne nagme sunati hai..
kabhi phool to kabhi kaantoon ki seaj bichati hai..
Yea Zindhi yuhi chalti jaati hai..!
Friday, July 10, 2009
Subscribe to:
Posts (Atom)